[AI Kya Hota Hai]

 

Good Morning friend's swagat hai aapka mere ise blog par der na karte hue chalte hai apne topic par


[AI Kya Hota Hai]
AI Artificial Intelligence

Dosto aapko pata hona chahiye ki aaj ke yug me AI se kya-kya benefit ho rahe hai AI ka matlab hota hai Machine Dimaag aisa dimaag jo machine khud sochne samajhne me saksham hoti hai or iska Full form hota hai Artificial Intelligence 


dosto jab aap Shubha udhte hai ya sote hai tab aap apne sabhi samaan jaise tv, smartphone, fan, bulb, frizze or na jane kitne machine ka use karte hoge sabhi machine ko on Ya off karne ke liye insaani madad ki jaroorat hoti hai isliye hume aise machine ki jaroorat hoti hai jo bina insaani madad ke khud se On ya Off ho jaye halaki humne aisi kai Automatic Machine banai hai jo jaroorat padne par on ya off ho jati hai lekin unhe fully automatic banane ke liye Artificial Intelligence ki jaroorat padti hai.


Artificial intelligence ka use aaj education se lekar manufacturing or space tak har jagah iska use kiya jata hai Artificial intelligence ka use sirf robot tak nahi hamare Dainik jeevan me iska use hota hai example se samajhte hai.


1.shiksha ke kshetra me AI ka use kiya jata hai.


2.health care sector me bhi iska use kiya jata hai.


3.Finance sector me bhi iska use kiya jata hai.


4.Surveillance system me bhi yani ki nigrani tantra me iska use kiya jata hai logo par nazar rakhne ke liye security ke liye AI ka use kiya jata hai.


Kul milakar kaha jaye Artificial intelligence hamare liye bahut upyogi siddh hui hai.


Artificial Intelligence ka nukshaan 


Iska nukshaan isliye hai agar machine khud hi nirne legi to humari bo ek bhi nahi sunegi wo wahi karegi jo use accha lagega iska doosra nukshaan hai logo ki naukri khatm ho jayegi.


 You may also like


.Buy Pet & Animal Cheap Price


To dosto aapko ye knowledge kaisa laga milte hai agle post par have a good day🙂




Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.