![]() |
| Mobile Hang Mobile hang hone ke kuch basic reason hote hai jiske baare mein aapko pata hona chahiye 1. Pahla reason hai ki aapke phone ka hardware bahut purana ho gaya hai phone ki internal space full hone ke wajah se mobile hang hota hai. 2. Dusra reason phone mein junk file,cache files delete na hone ki wajah se phone ki memory full ho jati hai or mobile hang hota hai. 3. 3rd reason hai agar aap mobile me heavy game run karte ho to usse bhi aapka phone hang hota hai kyuki agar aapke phone ka hardware kam hoga jaise ki ram 2GB processor Dual core hai or aap heavy app or game run karte hai to aapka phone hang hoga hi. Agar aap chahte hai ki mobile hang na ho iske liye aap mobile me unused app, unused data or cache file ko delete karde iske baad bhi agar aapka phone hang hota hai to last option hai ki aap ek baar apne phone ko flash karwale isse aapka phone bahut hadd tak thik ho jayega. Dosto aapko mera article mobile hang ho raha hai to kya kare kaisa laga milte hai agle post par have a good day🙂 |
MOBILE HANG HO RAHA HAI TO KYA KARE
0
September 02, 2022
Welcome friend,s swagat hai aapka mere blog par aaj hum aapko mobile hang kyu ho raha hai iske baare me batayege
Tags

