WhatsApp Se Delete Message Kaise Pata Kare


Friend's swagat hai aapka Aaj ki humari post whatsapp se delete message kaise pata kare iske baare me batayege


WhatsApp Se Delete Message Kaise Pata Kare
WhatsApp message delete hone par recover 

Dosto aap jab bhi whatsapp use karte ho chatting karte ho status lagate ho ya group me chat karte ho to aapse jaldi mein kuch galt type ho jata hai aise mein aap us message ko delete for everyone kar dete ho kyu ki aap nahi chahate ki galat word friend ke paas jaye lekin jab aapka friends kuch type karke aapko message send karta hai tab bo bhi same delete for everyone kar deta hai aise me aap sochte hoge usne aisa kya bhejha jo baad me usne delete kar diya or me padh nahi paya aap ke mann me ye khyal jaroor aaya hoga fir aap sochte hai ki kaash mujhe pata chal jata usne kya send kiya tha iska ilaaj hai bhai iske liye sabse pahle aap play store me jaye waha par type kare Notisave fir use install kare install ke baad open karna hai open karne ke baad kuch permission magega permission par allow karde fir setting me jakar notification me jakar allow karde sabhi permission dene ke baad ise background me run rahne de ab jab bhi koi message karega ye notification save karlega isse aapko pata chal jayega ki saamne wale ne kya message send kiya tha image me dhekhne ke liye yaha Click kare  or bo delete for everyone bhi karega fir bhi aapko message show hoga.

To dosto aapko ye trick kaise lagi milte hai agle post par🙂

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.