MOBILE ROOT KYA HAI










Welcome, friend's swagat hai aapka Dosto aapne kahi na kahi suna hoga ya dhekha hoga ki phone root karne se bahut fayeda hota hai aaj ke topic mein hum janege rooting kya hai iske benefit or nuksaan kya hai



MOBILE ROOT KYA HAI
Phone Root Karna

Jab bhi hum new Smartphone buy karte hai to usme kuch limitation hoti hai feature access karne ki agar hum limitation ko break karte hai to humein phone ko root karna hota hai Root karne par hum phone ke advanced feature ko bina kisi limitation ke use kar sakte hai aasaan word me kahe to hum root karke phone mein kuch bhi badal sakte hai hai Ex- phone ka version increase karna, font style change karna, rooted app use karna or bahut kuch.

Phone Root karne ke Benefit-

1.Agar aapke phone ka android version 4.1 hai to aap ise 5.1 custom rom ke through upgrade kar sakte ho.

2. Phone mein pahle se installed app ko uninstall kar sakte hai jo jyada storage use karti hai.

3.Agar aapke phone mein screen recording ka option nahi hai use bhi aap enable kar sakte ho.

Phone Root Karne Ke Nukshaan-

1.Phone root karne se phone ki warranty khatm ho jayegi.

2. Aapke phone ki security break ho jayegi koi bhi third party app aapke phone ko access kar sakti hai

3.Phone kabhi bhi dead ho sakta hai.

4.phone unroot nahi kar payenge.

To dosto aapne kabhi phone root kiya karna bhi mat milte hai agle post par have a good day🙂

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.