BATTERY FAST CHARGE KARNE KA TARIKA | Genuine method | 2022



BATTERY FAST CHARGE KARNE KA TARIKA | Genuine method | 2022
Hello friends ek baar fir se aapka swagat hai hamare blog me chalte hai topic par


Dosto hamari battery jab jaldi drain ho jati hai to hum use turant charge karte hai or sochte hai ki battery jaldi se charge ho jaye par Mobile battery jaldi se charge nahi hoti to mein aapko kuch aise tarike bataunga jisse aap apni battery ko fast charge kar sakte hai vo bhi kam samaye mein.

1. Pahla tarika hai apne phone ko flight mode me on kardo.

2. Dusra tarika phone mein background jo bhi app run ho unhe bhi hata do.

3. Third hai aapke phone mein data connection, Bluetooth,Gps,wifi,Hotspot ye sabhi off rahe or agar phone heat ho gaya hai to thodi der ke liye use kisi cool environment me rakh de jab temperature normal ho jaye phone ka tab charge kare.

4.Last option hai aap phone ki setting me jakar ultra power saving mode on karde isse battery fast charge hoti hai or dhyan rahe original charger ,Data cable se apne phone ko charge kare or Charge ke samay phone use na kare.

 ... Dosto aap ek baar bataye hue tips ko jarrour follow karke dekhen.

To milte hai agle topic par have a good day🙂

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.