TOP 5 SEARCH ENGINES

 Hi. friend's aapka swagat hai humare blog mein


Aaj mein aapko bataunga ki internet par sabse jyada use hone wale search engine konse hai unka naam kya hai.

1. Google

        

TOP 5 SEARCH ENGINES
Google search engine

Google ko aaj kon nhi janta agar aap net ki duniya mein kadam rakhege to aapko google sabse pahle show hoga google sabse jyada use hone wala search engine hai hum chahe news padhe gane sune ya image search kare sabse jyada hum google search engine ka use karte hai isiliye aaj google search engine sabse jyada popular hai.

2. Bing

            

BING
Bing search engine

  Bing search engine bhi popular search engine hai jo dusre no par aata hai jise microsoft ne develope kiya hai Bing bhi google ke tarah website , image , video ya koi anya content dhudhne me aapki madad karta hai.

3. Yahoo

      

Yahoo
Yahoo search engine

 Yahoo ke bare me apne pahle jaroor suna hoga lekin ab Yahoo itna popular nahi raha isi ke chalte search engine ki list me Yahoo ab 3rd no par aa gaya hai Yahoo ek tarah ka web portal hai jo email service , samachar, games,shoping jaise subidha ke liye use kiya jata hai.

4. Baidu

        

Baidu
Baidu

 Baidu ke bare me sayad aapne suna hoga ye bhi china me jyada use hone wala search engine hai china me ise jyada use kiya jata yaha aap kuch bhi search karege bo china language me show hoga isme bhi google ke tarah option hote hai.

5. DuckDuckGo

           

DuckDuckGo
DuckDuckGo

DuckDuckGo bhi sabse accha search engine hai ise log isliye pasand karte hai kyuki ye koi bhi activity track nahi karta or user ka data collect nahi karta jo log nahi chahte unki koi activity koi trace kare unke liye ye search engine safe hai.

Dosto agar aap mere se puchege to mein google or DuckDuckGo search engine ka use karta hu .


Milte hai agle post par have a good day🙂





Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.