Namaskar dosto aapka swagat hai mere blog mein
Dosto aap smartphone to jaroor use karte hai game play karte hai ,music sunte hai,movies dhekhte hai ,background me app bhi use karte hai kuch time baad aap dhekhte hai ki aapki battery bahut jaldi drain ho rahi hai aise condition me aapko kuch tips bataunga jisse battery jaldi drain nahi hogi.
![]() |
| Mobile Battery |
1.sabse pahle aap mobile ki brightness kam karde isse battery jada drain hoti hai.
2.jo app use na ho unhe uninstall karde ya background se hata de aise isliye kyuki ye background me run hokar battery drain karti hai.
3.Gps ka use tabhi kare jab aapko jaroorat ho nahi to ise bhi off rakhe.
4.phone ko jyada heat na hone de phone heat hona matlab battery jyada drain hona heat sabse jyada dusman hai Battery drain karne ke liye.
5.last hai hamara live wallpaper isse bhi battery jyada drain hoti hai jyadatar normal wallpaper use kare mobile home ke liye isse battery drain kam hoti hai yakin nahi hai to khud try karlo half hour live wallpaper lagakar phone use karo or half hour normal ya black wallpaper laga kar phone use karo fir fark dhekho.
To dosto kaise lagi aapko ye post milte hai agle post par have a good day🙂

